Tuesday, November 9, 2010

aisa nahi hai ke.....

aisa nahi hai ke main pahle nahi likhta tha......likhta tha magar kisi ko soch likhta tha.....
man me basi ek tasveer ko jivan deta tha.......kisi anjan ke lie bas likhta tha....
aaj bhi main likhta hun , farak bas itna hai mujhe ek wajah mil gai hai....jise kehta hain TUM(???)
han ab pata chala main tere lie likhta hun.......sare nagme bas tere naam karta hun.....
kahin dur baiti kabhi toh tu padhagi akele me mere nagmo ko gun gunaegi......
kabi humari yaad bhi tumhe sateyegi.....par afsosh...jiske lie likhta hun wo na jane kahan rehta hai.....????

bas jara sath de fir.....

this poem dedicated to my best friend....

"is janam kya har ek janam sath humara hoga.......bas jara sath de fir dekh, kya najara hoga........
khusion ka mela har ghari humara hoga.........
bas jara sath de duniya se bhi larke tumhe ab pana hoga........